Ishq me  mila dhokha, ya to aisa           

   Junoon paida karta hai jisse wo

   Vyakti duniya ki sabse oochai par

    Pahuch jaata hai,,


   Ya to aisa zakhm deta hai  

   Jisse wo Zindagi bhar ubhar

   nahi paata..


 Yahi hai silsila kuchh ishq karne ka,

  Jaha koi barbaad,

 To koi aabad ho jaata hai..